Rahmat Baras Rahi Hai Muhammad ﷺ Ke Shehr Mein
Rahmat Baras Rahi Hai Muhammad ﷺ Ke Shehr Mein
Har Shay Mein Taazagi Hai Muhammad ﷺ Ke Shehr Mein
رحمت برس رہی ہے محمد ﷺ کے شہ میں
ہر شے میں تازگی ہے محمد ﷺ کے شہر میں
Har Aik Bhar Rha Hai Yahan Daaman E Muraad
Makhlooq Arahi Hai Muhammad ﷺ Ke Sheher Mein
ہر ایک بھر رہا ہے یہاں دامن مراد
مخلوق آ رہی ہے محمد ﷺ کے شہر میں
Aate Hain Bakhshwanay Gunnahon Ko Gunahgar
Kismat Badal Rahi Hai Muhammad ﷺ Ke Shehar Mein
آتے ہیں بخشوانے گناہوں کو گنہگار
قسمت بدل رہی ہے محمد ﷺ کے شہر میں
Aisa Laga Keh Saamnay Khud Agaye Huzoor ﷺ
Ik Naat Jab Parhi Hai Muhammad ﷺ Ke Sheher Mein
ایسا لگا کے سامنے خود آ گئے حضور ﷺ
اک نعت جب پرہی ہے محمد ﷺ کے شہر میں
Daulat Sukoon Ki Har Jaga Hum Dhoondtay Rahay
Aakhir Yeh Mil Gayi Hay Muhammad ﷺ Ke Shahar Mein
دولت سکوں کی ہر جگہ ہم ڈھونڈتے رہے
آخر یہ مل گئی ہے محمد ﷺ کے شہر میں
Roshan He Jis Ke Noor Se Dono Jahan Riaz
Ae Se Shaman Jali Hai Muhammad ﷺ Ke Shaher Mein
روشن ہے جس کے نور سے دونوں جہاں ریاض
ایسی شمع جلی ہے محمد ﷺ کے شہر میں
You must be logged in to post a comment.