Jaane Kahan Base Gi Tu, Jaane Kahan Rahunga Main
Read More...
Suna Hai Log Usay Aankh Bhar Ke Dekhte Hain So Us Ke Shahar Mein Kuch Din Thehar Ke Dekhte Hain
Kaam Ki Baat Mein Ne Ki Hi Nahi Ye Mera Tore Zindagi Hi Nahi
Kamsani Mein Bahut Shareer Thi Woh, Ab Toh Shetaan Ho Gayi Hogi
Har Bar Tuj Se Milte Waqt Tuj Se Milne Ki Aarzo Ki Hai Tere Jaane Ke Baad Bi Mein Ne Teri K
Woh Jo Rehti Thi Dil Muhalle Mein, Phir Woh Larki Mujhe Mili Hee Nahi
Us Ne Goya Mujhi Ko Yaad Rakha Mein Bhi Goya Usi Ko Bhol Gaya
Naya Ik Rishta Paida Kyun Krein Ham Bicharna Hai Tu Jagra Kyun Krein Ham
Halat-e-haal ke sabab halat-e-haal hi gayi, Shauq main kuch nahin geya shauq ki zindagi gayi, Te
Ghair Ke Dil Mai Gar Utarna Tha Mere Dil Se Utar Gaye Hote
Apne sab yaar kaam kar rahe hain, Aur hum hain ke naam kar rahe hain, Tegh-baazi ka shauq apni j
Mein Bhi Bohat Ajeeb Hun Itna Ajeeb Hun Keh Bas Khud Ko Tabah Kar Liya Aur Malal Bhi Nahi
ilaaj Yeh Hai Ke Majboor Kar Diya Jaaun, Warna Yun Toh Kisi Ki Nahi Suni Maine.
Ye Tere Khat Teri Khushbu Ye Tere Khawab o Khayal Mtay-e Jaan Hai Tere Qol-o Qasam Ki Tarah Guzish
Muj Ko Khwahish Hi Dhondne Kin A Thi Muj Mein Khoya Raha Khuda Mera
ہم سُنے اور سُنائے جاتے تھے رات بھر کی کہانیاں تھے ہم
Kal Dophar Ajeeb Si Ik Be Dili Rahi Bas Telian Jala Ke Bhujata Raha Hoon Mein
Tum Jab Aao Gi Khoya Hua Pao Gi Muje Meri Tanhai Mein Khwabon Ke Siwa Kuch Bi Nahi Mere Kamre
Ehd e Rafaqat Theek Hai Lekin Mujhko Aesa Lagta Hai, Tum Toh Mere Sath Rahogi Main Tanha Reh Jaunga
Yaadon ka hisaab rakh raha hoon, Seenay main azaab rakh raha hoon, Tum kuch kahe jaao kya kahoon
Jo Dekhta Hon Wohi Bolne Ka Aadi Hun Mein Apne Shehr Ka Sab Se Bara Fisadi Hun
Mar Chuka Hai Dil Magar Zinda Hun Main Zehar Jaisi Kuch Dawayein Chaiye’en Poochti Hain Aap, Aap
Tund Lamhon Se Toot Phut Ke Main, Teri Baahon Mein Aan Parta Hun
Bala Ke Gham Uthaye Jaa Rahe Hain Jafa Ke Teer Khaye Jaa Rahe Hain Fida Karne Ko Deen e M
Woh Faqt Sehen Tak Hee Aati Thi, Main Bhi Hijre Se Kam Nikalta Tha
Dil Guman Tha Gumaniyan thay hum haan miyan dastaniyan thay hum ham sune aur sunaye jaate thay ra
Ham Rahe Par Nahi Rahe Abad Yaad K Ghar Nahi Rahe Abad Kitni Aankhein Hui Hlak Nazr Kitne Manzar
Zindagi Aik Fun Hai Lamhon Ko Apne Andaz Se Ginwane Ka
Humen furqat ka shikwa karne wali, Meri mojoodgi main so rahi hai..
Maine Sab Khwahishon Ko Taal Diya, Apne Dil Se Tumhe Nikal Diya
Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hain Abhi Ishq Ke Imtehan Aur Bhi Hain Tahi Zindagi Se Nahi Ye Fez
Pass Rah Kar Judai Ki Tuj Se Dor Ho Kar Tuje Talash Kia Mein Ne Tera Nishan Gum Kar Ke Apne
Mar Gaye Khawab Sab Ki Aankhon Ke, Har Taraf Hai Gila Haqeeqat Ka
Mujhse Milne Ko Aap Aaye Hain, Bethiye Main Bula Kar Laata Hun
Kaun Iss Ghar Ki Dekh Bhaal Kare, Roz Ek Cheez Tut Jaati Hai
Ham Se Rotha Bhi Gaya Ham Ko Manaya Bhi Gaya Phir Sabhi Naqsh Ta’luq Ke Mitaye Bhi Gaye
Jo Guzari Na Ja Sake Ham Se Ham Ne Wo Zindagi Guzari Hai
Kal Par Hi Rakho Wafa Ki Batain Main Aaj Bohat Bhuja Hoa Hon
Tujh se kis tarah main izhaar-e-tamanna karta, Lafz soojha to maani ne baghawat kar di, Main to
Ek Dil Hai Jo Har Lamha Jalane Ke Liya Hai, Jo Kuch Hai Yahan Aag Lagan Ke Liye Hai
Zindagi Kis Tarah Basar Ho Gi Dil Nahi Lag Raha Mohabat Mein