Mana k tum Guftago k fun main mahir ho Faraz. Wafa kay lafz pay atko to humhain yaad kar lena
Read More...
Rasm-e-Ulfat Sikha Gaya Koi Dil Ki Duniya Pe Chhaa Gaya Koi Ta Qayaamat Kisi Tarah Na Bujhay Aag
Poocha Tha Haal Us Ne Bari Muddaton K Baad, Kuch Gir Par Gaya Hai Aankh Main, Ye Keh K Ro Pare...
Teri Baatein Hi Sunaane Aaye Dost Bhi Dil Hi Dukhane Aaye Phool khilte Hain To Ham Sochte Hain Te
Aks-o-Aina Me Ab Rabt Ho Kya Tere Baad Hum To Phirte Hain Khud Apne Se Khafa Tere Baad...
Mere Jesa Is Zamaany Me Koi Rehta Bhi Ho Jo Khud Apne Haal Pe Hansta Bhi Ho Rota Bhi Ho...
Jab Ghariyaan Tik Tik Chalti Hain Sub Sote Hain Hum Rote Hain...
Unki galiyon se jab guzre to manzar ajeeb tha, Dard tha magar wo dil ke kareeb tha, Jise hum dho
Vaikh Bandeya! Aasmana Te Urdy Panchi Vaikh Te Sahi Ki Karde Ne Na O Karde Rizq Zakheera
Boondain Girin To Aankh Mein Aansu Bhi Aa Gaye, Barish Ka Uski Yaad Se Rishta Zaroor Hai… :(
Aankh Pur-num, Ashq Zam Zam Sans Madham, Waqt Hai Kam Wasl Rahat, Hijr Matam Aah Nikle, Mout Ma
Mujrim Tera Par Me Bewafa Nahi Tu Chahat Hai Meri Tujhe Pata Nahi Mana K Jurm Mene Kiya Tha Maga
Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein kisi roz Thi unki zi
sun to sahii jahaan main hai teraa fasaanaa kyaa kahti hai tujh se Khalq-e-Khudaa Gaibanaa kya zin
Thistle and darnell and dock grew there, And a bush, in the corner, of may, On the orchard wall
Kabhi Aansoo, Kabhi Sajde, Kabhi Haathon Ka Uth Jana, Muhabbatain Na-Kaam Ho Jayen To RABB Bohat
Sambhala Hai Hosh Jab Se Muqaddar Sakht Tar Nikla,, Para Hai Vaasta Jis Se Wohi Teer-o-Tabar Nikla
Be-Dard Zamany Ka Bahana Sa Bana Kar Hum Toot K Roty Hain Teri Yaad Me Aksar...
bhuli-bisri yaadon ko lipTae hue hun TuTa jal samundar par phailae hue hun wahshat karne se bhi
Doston Ke is Qadar Sadmy Uthaye Jan Par. Dil Se Dushmaan K Adawat Ka Gila Jataa Raha.
Likhna To Tha Ke Khush hun Tere Baghair Bhi, Aansu Magar Qalam Sey Pehle Hi Gir Gaye…
Sehraa K Samandar Pe Pyasa Khara Tha Main Phir Teri Yaad K Ashkon Ne Honton Ko Choo Lia...
Aansu Bhi Meri Aankh K Ab Khushk Ho Gaye Tu Ne Mere Khuloos Ki Qeemat Bhi Cheen Li...
Poocha Tha Haal Us Ne Bari Muddaton Ke Baad, Kuch Par Gaya Hai Aankh Mein, Ye Keh Ke Roo Pary…
aandhiyan gham ki chalin aur karb-baadal chha gae tujh se kaise ho milan sab raste dhundla gae k
Naseeb Walon Ko Hoti Hai Muhabbat Ataa Mohsin Tu Bad-Naseeb Hai To Is Me Muhabbat Ka Kya Qasoor..
Aansu Baha Baha K Bhi Hote Nahi Hain Kam Kitni Ameer Hoti Hain Ankhen Ghareeb Ki...
Mein Sochta Hun, Lekin Samajh Nahi Pata, Uske Roone Ki Waja Kia Thi, Mein Ne To Bas Itna Pooch
Tere Bin Kuch Be_Chain Sa Rehne Laga Hun, Kambakht Ashk Bhi Tujhse Milne Nikal Parte Hain...
Aankhon Main Abhi Tak Lali Lagta Hai Tu Aj Bhi Usi Ka Hai.
Usy Rokte Bhi To Kis Tarha K Wo Shakhs Itna Ajeeb Tha Kabhi Tarap Utha Meri Aah Se Kabhi Ashk Se
Jo Zabaan Se Adaa Nahi Hote Unhi Lafzon Se Ashq Bante Hain...
Yahan Sab Log Kehte Hain Meri Aankhon Me Aansoo Hain Jo Tu Samjhe To Moti Hai, Jo Na Samjhe To Pa
Suna hai log usay aankh bhar ke dekhte hain So us ke shahar main kuchh din thehr ke dekhte hain Su
Khud Pe Beeti To Rote Ho, Tarapte Ho Sisakte Ho Hum Ne Jo Kia Tha Wo Kya Ishq Nahi Tha...?
Aansu Bhi Ab Meri Ankh K Khushk Ho Gaye Tu Ne Mere Khaloos Ki Qeemat Bhi Cheen Li...
Ye Kab Kaha Tha Nazaaron Se Khauf Aata Hai ? Mujhe Tou Chaand Sitaaron Se Khauf Aata Hai, Main Dus
Nidamat K Charaghon Se Badal Jati Hain Taqdeeren Andheri Raat K Aansoo Khuda Se Bat Karte Hain...
Chandni Raat Ko Saher Kehna Dosto Yoon Nahi, Magar Kehna, Ab Kahaan Woh Bahaar Phoolon Ki Gul-e-N
Koi Aahat, Koi Awaz, Koi Chaap Nahi Dil Ki Galiyan Bari Sunsaan Hain, Aye Koi...
Tere Rukhsaar Pe Na Giry Kabhi Koi Ghum Ka Aansu Khuda Teri Har Dua Teri Taqdeer Bana De...
Aansu Baha Baha K Bhi Hote Nahi Kam, Kitni Ameer Hoti Hain Ankhain Ghareeb Ki...
Ankhen Dekh Kar Hi Ho Jate The Door Jo Dekhte In Me Pani To Doob Jate...
Tapak Parte Hain Aansoo Jab Apno Ki Yaad Aati Hai Ye Wo Barsaat Hai K Jis Ka Koi Mosam Nahi Hota.
Talakh Itni Thi K Peeny Se Zubaan Jalti Thi Zindagi Aankh K Paani Me Mila Li Mene...
Apne Kirdar Ko Mosam Se Bachaye Rakhna Laut Kar Phool Me Wapis Nahi Ati Khushbu...
Me Ek Ansoo Hi Sahi Hun Bohat Anmol Magar Yoon Na Palkon Se Gira Kar Mujhe Matti Me Mila...
Para Hai Waasta Mohsin Muhabbat K Yazeedon Se Yahan Hum Apni Ankhon Me Bhi Pani Rakh Nahi Sakte..
Wo Dil-Nawaaz Hai Lekin, Nazar Shanaas Nahi, Mera Elaaj Meray Chara-Gar K Paas Nahi, Tarrap Ra
Na jane kya likh diya h maine madh0Shi k alam men. . . QaaS!d ki laaSh ayi ha khatt k jawab men.
Wo Ja Chuka Hai, Magar Judai Se Qabal Ka Ik Narm Lamha Thehar Gaya Hai Meri Hatheli Ki Pusht
Jin K Yaar Bichare Hon Un Ka Sukoon Se Kya Ta'aluq, Un Ki Ankhon Me Neend Nahi Sirf Aansu Aya Kar
Tu Ne Chaha Hi Nahi Halaat To Badal Sakte The, Tere Aansu Meri Aankhon Se Nikal Sakte The... Tu
Ansu Bhi Hain Ankhon Me Duaaen Bhi Hain Lub Par Bigre Hue Halaat Sanwar Kiun Nahi Jate...
Tasawur Me Zarur Ao Magar Tairna Sekho Faraz Tum Aksar Doob Jate Ho Meri Aankhon K Pani Me...
Haaye Wo Lamha Ke Jab Tujh Se Shanasaayi Howi Phir Jo Honi Thi Meri Jaan Wo Ruswaayi Howi Apni Nak
Main Lamhon Ko Waqt Ki Pukaar Deta Hoon..! Isi Lagan Mein Kayi Shaamein Guzaar Deta Hoon..! Main
Tu Ne To Tark-e-Mohabbat Ki Qasam Khai Thi Kiun Teri Aankh Mujhe Dekh Kar Bhar Ai Hai...?
Ye IShQ Ka Rog Jata Nahin kasam Ly LO, Galy Mein Daal Kar Sary Taveez Dekhy Hein.. Share This:
Rony Se Aur Ishq Main Be-Baak Ho Gaye Dhoye Gaye Hum Itne K Bus Paak Ho Gaye...
Bichre Huwon Ki Yaad Mein Ankhen Udaas Hain Ae Subh e Eid Ghar Ko Sajaoon Tou Kis Tarhaa! بچھ
Kal Raat Barasti Rahi Sawan Ki Ghata Bhi, Aur Hum Bhi Teri Yaad Mein Dil Khool Ke Roye…
Aya Kuch Is Adaa Se K Palkein Bhigo Gaya Jhonka Tere Khayal Ka Kitna Shadeed Tha...
Sab Kuch Luta Diya Tere Ishq Mein, Kambakht Aansu Hi Hain Jo Khatam Nahi Hote...!
Jo Zabaan Se Bayan Nahi Hote Unhi Lafzon Se Ashq Bante Hain...
Uzr any main bhi hai aur bulaty bhi nahi, baais-e-tark-e-mulaqat bataty bhi nahi, khoob parda
Wo Ashq Bn K Meri Chashm-e-Tarr Main Rehta Hai, Ajeeb Shakhs Hai, Paani K Ghar Main Rehta Hai...
Kisi ki aankh se sapne churaa kar kuch nahin milta, Munddairon se chiraghon ko bhuja kar kuch nahin
Sar mera kaam yeh kar aaya tha Kooy E qatil se guzar aaya tha Apni hi khoj me sargardaaN hun Ma
Rote Hain Tanha Dekh Kar Mujhe Wo Raste, Jin Par Tere Baghair Hum Guzre Kabhi Na The…
Ek Tamanna Si Hai Is Masoom Dil Ki Aye Kaash Aaj Aansuon K Sath Har Khawab Bhi Beh Jaye...
Chaand Nikla To Main Logon Se Lipat Lipat Kar Roya Gham K Aansu The Jo Khushiyon K Bahany Nikle..
Hum Rone Pe Aa Jaen To Dariya Hi Baha Den Shabnam Ki Tarha Se Humen Rona Nahi Aata...
Hazaron Khawab Aankhon Me Saja Kar Kuch Nahi Milta...
Us Ki Aankhon Ka Pighalta Kajal Mere Shikway Baha Gaya Sary...
Tasawwar Me Zaroor Aao, Mager Tairna To Seekho, Tum Aksar Doob Jate Ho, Mere Ashkon Ke Pani
Mery humsafar ka ye hukam tha...! Ke kalam us say main kum Karun, Mery hont Aisay silay ke ph
Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai Guzar rah
Hum Neend Ke Ziada Shoqeen To Nahi ‘Faraz’, Kuch Khwab Na Dekhain To Guzara Nahi Hota…!
Kisi Ki Aarzoo Hai To Kisi Ka Khawab Hain Ankhen Jahan Phir Kar Jo Dekha To Teri Nayab Hain Ankhe
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay, Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay, Tarah tar
Sada haste raho jaise haste hain, Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool, Charon taraf phelao khushi
Jab Se Mili Hain Tujh Se Ye Aankhen Meri Tab Se Bichar Gai Hain Mujh Se Ye Palkain Meri...
Narm-o-Nazuk Halky Phulky Ruwi Jese The Khawab Phir Aansuon Me Bheeg Kar Bhari Ho Gaye...
Baton say bhee yeh gham kyon kam naheen hotey Aansuon sey dil k koney nam naheen hote Thee bahut
Koi haalat bhi ab taari nahiN hai To kya yeh dil ki naadaari nahiN hai MaiN huN aese
Hai ishq to phir assar bhi hoga, Jitna hai idhar, udhar bhi hoga, Maana yeh ke dil hai us ka patha
Abhi Se Kiun Nikal Aye Teri Aankh Se Aansu Abhi To Dastan-e-Zindagi Cheri Nahi Main Ne...
Chirya Poori bheeg Chuki Hai Aur Darakht Bhi Patta Patta Tapak Raha Hai Ghonsla Kab Ka Bikhar Ch
Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah Baad Muddat Usko Daikha To Jism-o-Jaan Ko Yun
Phir woh campus ki fiza ho, shaam ho, Hath hathon mein tera ho, shaam ho, Khauf ata hai mujhe us w
Bus Sun Kar Mera Lehja Wo Samjhta Hai Sub Acha Muddat Hui Us Ne Meri Aankhen Nahi Dekhin...
Hum To Samajhte The Honge Do Chaar Aansu Rone Baithe To Samandar K Samandar Nikle...
Hath Dia Us Ne Mere Hath Mein, Main To Wali Ban Gya Ek Raat Mein, Ishq Karo Gay To Kamao Gay N
Na Janay Kese Dukh Ka Paish Khema Kal Sabit Hua, Tera Hansta Hua Chehra, Meri Rooti Hui Aankehin.
Badla Hua Hai Aaj Mere Aansuon Ka Rang Kya Dil K Zakhm Ka Koi Taanka Udharr Gaya...
Buna Hai Dam-e Hayat-e Insan Afkar K Dhagon Se Ye Bi Ik Sukhn-e Fikr Hai Jisay Koi Fikr Nahi
Doob Jate Hain Umeedon K Safeene Is Me Me Na Manuga K Aansu Hai Zara Sa Pani...
Pehle Barish Hoti Thi To Yaad Aate They Ab Jab Yaad Aate Ho To Barish Hoti Hai…