Mujhy Nahi chahye Kisi sy khushyon ki bheek Main ghamon ki saltanat ka aklota raja hon
Read More...
at har tum ne ishq kiya kuchh tum bhi kaho kya haal hua koī nayā ehsās milā yā sab jaisā ahv
Dont go d way whr life takes u.. But take life d way whr u want to go!
Utha kar choom li hain chand murjhayi huyi kaliyan, Na tum aye tou yoon jashn-e-baharan karliya men
Han Jabh Faisla Kar Laita Hun Phr Dil Ki Bee Kahaa Sunta Hun Mosam Tu Kehta Hay Ban Gya Dastaan Hu
Kandhon Pe Mere Jab Bojh Barh Jate Hain Mere Baba Mujhe Shiddat Se Yaad Aty Hain...
Kyun vasl ki shab hath laganey nahin dete, Maashooq ho ya koi amaanat ho kissi ki..
Hamaary Baad Nahi Aaye Gaa Ussy Chaahat Ka Aisa Mazaa Faraz,. . . ! Woh Logon Se Khud Kehta Phire
Mera zameer bohat hai mujhe saza ke liye, Tu dost hai to naseehat na kar khuda ke liye..
Pyar mein ik he mousam hai baharon ka"Faraz" log kaisey mousamon ki tarhan badal jatey hain
Zamana Aaya Hai Be_Hajjabi Ka, Aam Deedar-e-Yaar Hoga, Sakoot Tha Parda_Daar Jiska, Wo Raaz Ab Aas
Bhari dunya mein jee nahin lagta, Jaane kis cheez ki kami hai abhi..
Aaj phir us ne ayaadat ka kiya hai vaada, Saari duniya mujhe bimaar nazar aati hai..
Teri Qurbat Bhi Nahi Hai Muyassar Aur Din Bhi Barishon K Aa Gaye...
Shair kisi ke hijr main kehnaa sirf visaal kisi se, Hum bhi kya hain, dheyaan kisi ka aur sawal kis
Tum se bicharr kar pehron sochtaa rehtaa hoon, Ab mein kyon aur kis ki khatir zindaa hoon..
Hum shaikh, na leader, na masaahab, na sahafi, Jo khud nahin karte woh hidaayet na karen ge..
Kon Kehta Hy k Nafrato?n Main Dard Hy ?Faraz? Kuch Mohabbate?n Bhi Bari Aziyat-nak Hoti Hyn !!
Charagh-e-zindagi ko aik jhonkay ki zarurat hai. . ! Tumhain mri qasam hai zara phir daman ko leh
Kattoti ho rahi hai lamha lamha, To kya yeh zindgaani lease per hai..
Haath rakh ke mere seenay pe, jigar thaam liya, Tum ne is waqt to girta hua ghar thaam liya..
Kitne hi giley the zuban pe humari.. Yeh aur baat k koi sunny wala na tha.
Reh gai Rasam-e-Azan Rooh Bilali na rahi, Falsafa reh gaya Talqeen-e-Ghazali na rahi...!
Dilon Se Kab Nikalte Hain Mohabbat Jin Se Ho Jaye Bhool Jana, Bhula Dena, Faqat Ek Wehem Hota Hai..
Huaa hai tujh se bicharney ke baad ab maloom, Ke tu nahin tha, tere sath aik dunyaa thi..
Ghar to aesa kahan tha lekin, Darbadar hoon to yaad ata hai..
Deewangi-e-shoq ko yeh dhun hai ke in dinon, Ghar bhi ho aur be-dar o deewar sa bhi ho..
Acha hai dil ke sath rahe pasbaan-e-aqal, Lekin kabhi kabhi isay tanha bhi chorr de..
Hafeez apni boli mohabbat ki boli, Na urdu na hindi na hindustani..
Dosti aam hai lekin ae dost, Dost milta hai bari mushkil se..
Khud Se Na Door Ki Jiye Mar Jaungi Hazoor Mujrim Hun Pas Rakh K Saza Di Jiye Mujhe...
Shayad Tu Kabhi Pyasa Meri Taraf Laut Aaye ?Faraz? Aankho?n Main Liye Phirta Hoon Darya Teri Khatir
Main to us ke aik ik lamhe ka rakhta hoon shumaar, Aur mere haal-e-dil se bekhabar kesa hai woh..
Tujhy fursat hi na milli parhny ki faraz hum tery sheher main bikty rahy kitabon ki tarha
Mere To Muqadar Men sirf Teri Yaad Hai. Tu Jis Ka Muqadar Hai Usay Zindagi Mubarik,
Araam kya ke jis se ho takleef aur ko, Phenko kabhi na paon se kanta nikaal kar..
In Barishon Se Dosti Achi Nahi FARAZ, Kacha Makan Hai Tera Kuch Yu Khayal kar.
Yeh kya ke tujhe bhi hai zamaney se shikayat, Yeh kya ke teri aankh bhi pur’num hai meri jaan..
Ab to daaman-e-dil chorr do bekaar umeedo, Bohat dukh sehh liye mene bohat din jee liya mene..
Humaray baad nahin ay ga tumhain chahat ka asa maza ?Faraz?! Tum logon se kehtay phiroo gay mujhe c
Itna pyar Karte Ho Kamaal Karte Ho Nazar Andaz bhi Utna hi Karte ho
Judaiyan To Ye Mana Bari Qayamat Hain Rafaqaton Me Dukh Kis Qadar Hain Kya Kahen...
Kuch is adaa se aap ne puucha mera mizaaj, Kehna parra ke shukar hai parvardigaar ka..
Sookhe Phoolon ki Trah Hum Shayad... Gir Chuke Hain Teri Kitaabon se...
Meri Muhabatain bhi ajeeb then meara Faiz bhi tha kamal par Kabhi sub kuch mila bina Talab kabhi
Baagh main jaane ke adaab hua karte hain, Kisi titlee ko na phoolon se urraya jaye..
Pyar bhi karna, zamaney se bhi ghabrana bohat, Aayino’n ka ghar banana aur pathar sochna…
Ab yeh bhi nahin theek ke har dard mittaa dain, Kuch dard kaleje se lagaane ke liye hain..
Khaak thi aur jism-o-jaan kehte rahe, Channd eeentton ko makaan kehte rahe..
Raiza raiza toot chuka hoon andar se, Ghar se bahar gardan taan ke chalta hon..
Ye dard hai humdum kisi zalim ki nishani De mujhko dawa Aisi ke araam na aye
Dil na�umeed to naheen, nakaam hi to hai, Lambi hai gham ki sham, magar shaam hi to hai..
Ye dunya gum to deti hai shareek-e-gum nahi hoti kisi k door jany se mohabat kam nahi hoti
Aur bhi dukh hain zamany mainmohabat k siwa mane tumse hi nahi sab se mohabt ki hai
Na Tujh Ko Khabar Hui Na Zamana Samajh Saka Hum Chupke Chupke Tujh Par Kayi Bar Mar Gaye...
Ik safar main koi dobaara nahin lutt sakta, Ab dobara teri chaahat nahin ki jaa sakti..
Kitaab-e-zeest ka ek aur baab hatam hua, Shabaab hatam hua, azaab hatam hua..
Ghazal K Roop Me Wo Roobaroo Jo Ho Mohsin Lubon Se Lafz Arden Hathon Se Kitaab Giry...
Hai Amjad aaj tak woh shakhss dil main, Ke jo uss waqt bhi mera naheen thaa..
Elaaj dard-e-dil tum se maseeha ho nahin sakta, Tum acha kar nahin sakte, main acha ho nahin sakta.
Mili saza jo mujhe wo kisi khata pe na thi faraz Mujh pe jurm jo saabit howa wo wafaa ka tha
Gulistanon pe hi naheen moqoof, Junglon me bhi phool khilte hain..
Jab Zara Muskurane Lagte Hain Hadise Sar Uthane Lagte Hain...
Itne Na The Nazuk K Hathon Se Masle Jate Hum Ko Adam Bari Tawajjah Se Mara Gaya...
Bande ke qalam hath main hota to ghazab tha, Sad-shukar ke hai qaatib-e-tadir koi aur..
Shahid mujhe kiss morr pe laayi hai mohabbat, Dunya se bhi naraz hoon, khud se bhi khafaa hoon..
Hum hi main thi na koi baat yaad na tum ko aa sake, Mera apna hi bhalla ho mujhe manzuur nahin..
Dil Paak nahi to Paak Ho Sakta Nahi Insaan, Warna Ibles ko bhi aate The Wusoo Ke Fraiz Bohat...!
Ishq hai ishq yeh mazaaq nahin, Chand lamhon main faisla na karo..
Dukh Dard Si Mere Muqadran Vich Main Shikwa Kar K Ki Karda? Jadon Jeena Aaya Menu Nai Main Mout V
bhala hathon ki lakeerain bhi mit?ti hain Faraz kitna pagal hai mera naam mitanay wala
Hawa k doosh pe rakha hua chiragh tha wo jo bujh gya to hawa se shikayat kesi
Phir itne may0os kyun h0 us ki bewaFayi par Faraz, Tum khud hi t0h kehte thay k w0h sab se Juda h
Sath us ka mujhy pehli nazar main chahye Ghar apna dil ky shaher main chahye Ulajta rhy bat bat
Apni Nakaami ka EK Yeh Bhi Sabab Hai FaRaZ. Cheez Jo Mangte Hain Sb Se Juda Mangte Hain.
Usne mujh chor dia to kia hua Faraz Mane bhi to chora tha sara jahan us k liye
Masoom kis qadar tha main aghaaz-e-ishq main, Aksar to us ke saamne sharmaa geya hoon main..
Ab meri baat maane to naa le ishq ka naaam, Tu ne dukh ae dil-e-nakaam bohat sa paaya..
Tumhe Bhi Dekh K Hum Zindagi K Sehra Me Khile Hue Hain Kisi Zakhm-e-Aarzu Ki Tarha...
Hamesha hi nahi rehty kabhi chehry nqabon me Sabhi kirdar khulty hain khani khatam hony par
Chahen hain yeh hum bhi ke rahe paak mohabbat, Par jis main yeh doori ho woh kya khaak mohabbat..
Khuda Tujhe Kisi Toufan Se Aashna Kar De, Ke Tere Behar Ki Mojon Mein Istraab Nahi…!
Oonchi imaarton se makaan mera ghir geya, Kuch log mere hisse ka suraj bhi kha gaye..
Aa ke ab tasleem karlen tu nahin to main sahi, Kon maaney ga ke hum mein se bewafa koi nahi..
fatah o shikast naseebon say hai walay aay meer muqaabla to dil na twaan nay khoob kia
Jahan Tum Muyassar Nahi Hote Wahan Muskurana Azaab Lagta Hai...
Aaarray aya na koi mushkil main, Mashwray de ke hatt gaye ehbaab..
Ab jis k ji main aye wohi pa le roshni humne to dil jala?ker sar-e-rah rakh dia
Aah! Kal tak woh nawaazish, Aaj itni be-rukhi, Kuch to nisbat chahiye anjaam ko aaghaaz se..
Baaki hi kya raha hai tujhe maangne ke baad, Bass ik dua main choott gaye har dua se hum..
Jis Din Kary Ga Yad Meri Mohabbat Ko Bohat Roye Ga Khud Ko Bewafa Keh K...
Tjhy bholny ki koshish karun ga main Faraz ho saky to tum b mujhy yaad na ana
Hum Zamanay Mein Yunhi Bewafa Mashoor Ho Gaye Faraz, Hazaroon Chahnay Waly Thay Kis Kis Say Wafa Ka
Hum Ne Jitne Bhi Ehal-E-Zauq Dekhe Sub K Seeno Me Rog Dekhe...
Hum Ne Soch Rakha Tha Tere Laut Any Par Tanz Karne Walon Ka Khoob Dil Jalaenge...
Unglian toot gaen pather tarashte tarashte ?Faraz?!! Aur jab bani soorat-e-yaar tu kharidar aa gaye
Ye Udasyon Ka Mosam Meri Zindagi Na Le Le... Mera Dam Nikal Na Jaye Usay Yaad Karte Karte...
Pehle is main ik adaa thi naaz tha andaaz tha, Roothna ab to teri aadat main shamil ho geya..
Tum se gila kia na zamany sy kuch kha Barbad ho gye bari sadgi sy hum